Chuha bili ki kahani
Manzoor Ansaari
Bili aur Chuha ki kahani bachpan se hum sab sunte aaye hai. Ek baar ek chhota sa gaon mein, ek sundar bili rehti thi jiska naam Chinky tha. Uski dosti ek pyaara sa chuha Raja se thi. Chinky aur Raja har waqt saath khelte the, saath rehte the, aur ek doosre ka khayal rakhte the.Ek din, gaon mein ek bada sa sanp aaya. Sab log dar gaye, lekin Chinky ne himmat na haari aur plan banaya sanp ko bhagaane ka. Raja ne bhi uske saath milkar saap ko bhaga diya. Gaon ke log unhein bahut pasand karte the aur unke bravery ki kahaniyan gaate the.Us din ke baad, Chinky aur Raja ka rishta aur bhi mazboot ho gaya. Unki dosti aur bhi gehri ho gayi. Har mushkil ka samna karke, woh ek doosre ka saath nahi chhodte the. Aur woh dono hamesha saath rehte, muskurahat aur khushiyan baat te rahte. Yeh kahani hamen dikhata hai ki sacchi dosti aur saath rehna hi asli jeewan ki khushi hai.